Ahista - Pankaj Udhas

Viewed 2 times


Print this lyrics Print it!

     
Page format: Left Center Right
Direct link:
BB code:
Embed:

Ahista Lyrics

Aur aahista kijiye baatein, dhadakane koi sun raha hoga - 2
Labj girane na paaye honton se, waqt ke haath inko chun lenge
Kaan rakhate hain ye darodiva, raaj ki saari baat sun lenge
Aur aahista kijiye baatein

Aise bolo ki dil ka afasaana, dil sune aur nigaah doharaaye - 2
Apane chaaro taraf ki ye duniya
Saans ka shor bhi na sun paaye, na sun paaye
Aur aahista kijiye baatein, dhadakane koi sun raha hoga
Labj girane na paaye hoton se, waqt ke haath inako chun lenge
Kaan rakhate hain ye darodiva, raaj ki saari baat sun lenge
Aur aahista kijiye batein...

Aayiye band karale darwaaje, raat sapane chura na le jaaye - 2
Koi jhonka hawa ka aawara, dil ki baaton ko uda na le jaye, na le jaye
Aur aahista kijiye baatein, dhadakane koi sun raha hoga
Labj girane na paaye hoton se, waqt ke haath inako chun lenge
Kaan rakhate hain ye darodiva, raaj ki saari baat sun lenge
Aur aahista kijiye baatein

Aaj itane karib aa jaao, duriyon ka kahi nishaan na rahe - 2
Aise ek dusare me gum ho jayen, faasala koi darmiya na rah jaye, na rah jaye
Aur aahista kijiye baatein, dhadakane koi sun raha hoga
Labj girane na paaye hoton se, waqt ke haath inako chun lenge
Kaan rakhate hain ye darodiva, raaj ki saari baat sun lenge
Aur aahista kijiye baatein

Lyrics provided by LyricsEver.com
Pankaj Udhas is a pre-eminent Ghazal singer from India. He is credited with bringing this unique singing style where Urdu verses of poets are set to music to the mass audience across the country along with other musicians like Jagjit Singh and Talat Aziz.

Pankaj Udhas was born on 17 April 1951 in Savarkundla in the Gujarat State in India. His older brother Manhar Udhas achieved some success as a Hindi playback singer in Bollywood movies.He had sudied in Sir BPTI Bhavanagar. His family moved to Bombay and Pankaj attended St. Xavier's College in Bombay, Pankaj was first noticed as a professional singer in the film Naam (1986 film), in which his song Chitthi Aayee Hai became an instant hit. He recorded several albums since then and toured the world as an accomplished Ghazal singer. He has also composed music for many films and performed as a playback singer for others.

He received the Padma Shri, a Government of India civilian award in 2006. Read more on Last.fm. User-contributed text is available under the Creative Commons By-SA License; additional terms may apply.

View All

Pankaj Udhas